Confidence Kaise Badhaye – कॉन्फिडेन्स
Kai logo me confidence ki bohot kami rehti he, usi karan unko talent hone ke bavjud bhi wo apna talent nahi dikha pate. Koi confidence ke abhav ke karan stage par bolne se darta hai. Confidence ke kami ke karan koi ladki se bat karne ki himmat nahi juta pata. Padhiye ye kuch khas tips aur impress kare logoko apne confidence se. Chaliye Jante hai ki Confidence Kaise Badhaye asaan bhasha me.
Confidence he jaruri
Humare andar takat bhale hi thoda kam ho lekin confident zara bhi kam nahi hona chahiye. Akhir woh kahte hain na ki agar confident ho toh humare liye kuchh bhi karna impossible nahi hota aur agar humare andar confident hi na ho toh takatwar hote hue bhi hum kuchh bhi nahi kar sakte. Isiliye humare andar bharpur confident ka hona bahut jada zaruri hain. Lekin kuchh log lakh chahte hue bhi apne andar confident nahi la pate. Isiliye aaj hum unhi logo ki help karne ke liye kuchh asan aur saral tricks lekar aaye hain. Ummid karte hain iss lekh ko padhkar aap logo ko acchi tarah se samajh main aa jayega ki ayese kaun kaun se tarike hain jinko apnakar hum apne andar ki confident ko aur jada badha sakte hain aur har ek kaam ko full confidently compete kar sake.

Apni Pehchan Kaise Banaye.
Apni Personality Kaise Banaye – Tips.
Confident ko badhane ke kuchh asan saral tarike
Kisike sath apne aapko compare na kare
Jitni baar hum apne aapko kisi aur ke sath compare karne jate hain utni baar hume apne andar koi na koi kami zarur najar aata hain aur tab tab humara confident level kai guna low ho jata hain. Isiliye humari aap logo se yahi salah hain ki aap log kabhi bhi apne aapko kisi aur ke sath compare na kare. Aap jo bhi hain, jaise hain ussi main apne aapko aur jada develop karne ki koshish kare aur sath sath apne man se har dar ko bahar nikalkar apne confident level ko aur jada badhane ki koshish kare.
Haar se na dare
Kuchh log ayese hote hain jo humesha koi kaam karne se pahle yeh sonchne main lag jate hain ki kya woh jo kaam kar rahe hain uss kaam main woh safal ho payenge. Yahi sonch hume kisi bhi kaam ko karne se pahle hi haar manne par mazbur kar deti hain aur jaha par dar hota hain waha par jeet ka pravesh karna thoda mushkil ho jata hain. Isiliye agar aap log apne confident level ko jada develop karna chahte hain toh aap log kisi bhi kaam ko karne se pahle yeh kabhi mat sonchiye ki aap jis kaam ko kar rahe hain uss kaam anjam kya hoga aur agar aap log apne karya main asafal rahe toh aap logo ke samne kya parishthiti aa jayegi aur tab aap logo ke upar uss haar ka kya prabhav parega.
Apne nakaratmak vicaroko pahchane
Apne nakaratmak vichar hi apne confidence ya atmavishwas ko kam karte hai. In nakartmak vicharo me jyada iss prakar ke vichar aate hai, “Mai aisa nahi kar sakta hu ya Mai aisa nahi kar paunga”, “Mai kuch bhi nahi hu”, “Agar mai aisa karta hu to ye sahi hoga ya galat”, “log kya kahenge, kya sochenge, ye kaise kare”.
Aise alag alag prakar ke maan mai bahut sawal aate hai, jis ke karan khudka atmavishwas kam ho jata hai. Ye hamesha yad rakho jo talent aapme hai, dusre kisi me nahi. Aap khudko mahatwa dena start kare. Baki duniya apne aap importance dene lagegi. Khud me badlav lana bohot jaruri hai.
Sakaratmak vichar matlab positive thoughts jo ki bohot important hai, usse aapki life badal jayegi. Din ki shurwat sakartmak vicharo se shuru kare. Isse hamara 90% atmavishwas badh jata hai. Pahale to nakaratmak vicharo ko sakartmak vicharo me badale, jaise ki “Mai ye kar sakta hu”, “Sab log mari baat sunenge”, “Aaj ka din mera bahut aacha jayega”, aisi sakaratmak vicharo se agar aap din ki shurwat karte ho to para din aacha jata hai. Ek din ye prayog kar ke dekhiye, aap khud hi man jaoge, ki is me kya jadu hai.